Wednesday, August 24, 2011

DURIYA........


  • duriya duriyo ko badathi hai 
  • agar hai ye sach to batana tum mujko
  • maine socha hai , samjha hai , jana hai tumko
  • mere liye in duriyo ka arth bemani hai 
    • maine to man ki gahariyo mai basaya hai tumko
    • ho sake to rikt rakhna mere liye man ka ek kona
    • kabhi in duriyo ko duriya na banne dena .............

    No comments:

    Post a Comment

    Note: Only a member of this blog may post a comment.