- aaz astitva mera prasnachinha hai
- jis rah par chale the kabhi ham
- aaz lagti hai wo rah kuch anjani se
- kaliyug mai seekha pad satyug se
- rahe sangharshrt apne astitva ke liye
- jab satyug hi nhi to kaisa sangharsh
- aaz astitva mera prasnachinha hai.........
- aaz safalta hi pamana hai zindagi ka
- par safalta ke peeche ke katu sach
- bhi sabne samjhe hai, jane hai
- jab vyavharikta hi safalta hai
- phr kyu kaliyug mai satyug ki duhai hai
- kyu chah hai sita , savitri pratroop ki
- veena malik , rakhi sawant kyu na man ko suhai hai.........
- udhi tarange is jeeven mai
- charo taraf ho jaise rashmiya
- aa bana badalo ko apna sarthi
- chle ham neel gagan ke us paar............
- pyaar kabhi tha ek ajnabi ehsaas
- aaz lagata hai sab se jyada apna
- ajeeb sa chadta hua khumaar hai
- doob kar hi jana hai is jeeven ka saar hai...
- main tere pass nhi hu ,ye sirf ek khayal hai
- tum to mere pass ho , phr kyu dard ka ehsaas ho....
- haatho mai sirf haath tumhara
- hotho pari sirf naam tumhara
- baato mai sirf pyaar tumhara
- man mai sirf vishwah tumhara
- is path par sirf saath tumhara .......