- jab ikrare mohabbat hota hai
- andaze bayan yu hota hai
- dil dhadkta hai
- aakhe bolti hai
- sirf zuba khomosh hoti hai
- nazar sharamati hai
- onth muskurate hai
- baato mai shararat hoti hai
- jab ikrare mohabbat hota hai............
duriya duriyo ko badathi hai agar hai ye sach to batana tum mujko maine socha hai , samjha hai , jana hai ,tumko mere liye in duriyo ka arth bemani hai maine to man ki gahariyo mai basaya hai tumko ho sake to rikt rakhna mere liye man ka ek kona kabhi in duriyo ko duriya na banne dena .............
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.